♫ Aleemrk - Cold Hours Stream/ Download : Follow Aleemrk: https://www.instagram.com/aleemrk/ https://www.instagram.com/umairmusicxx/ (Lyrics) : Barish ho rahi bahir or me kamre me akela Andhera bara zaalim mujhe sone nahi dera 2 ghante se likhne kee mein koshish hee kar raha hu Apne Ghar ke andar ghar bana ke betha hu mein mera Laazim nahi hai mujh pe ke me sunu sab kee baate Par me sun leta hu kyun ke thora naram dil jo thera Jaana teri yaade mujhe sone hee nahi deti Laite laite is bistar pe kab ho jaata hai sawera Mujhe nahi pata hai mujh se mat poocho na Apne khuwaab poore karne ke lie sab kho dunga Pеhle hee sab kho chuka hu , ab kya khaak kho dunga Akelepan mе lagta hai phir se poori raat ro dunga Mein teri yaad me asliyat se bhaag ke Jaunga kaha mein mujhe bas bata de aaj ye Zindagi tamasha jo kamata wo uraata Chand bachata kyun ke idhar kaafi pesh hote haadse Aleem kidhar gayab hogaye ho Na khud se karte message na reply dete ho Socially inactive , interactive nahi ho zara Aise nahi the pehle jaana kya se kya hogaye ho ayee Kidhar gayab hogae ho Dekhte dekhte duniya kee tum vibe hogaye ho Easily 2 gaali de kar aa sakte tum aage Par tum aana nahi chahte bare nice hogaye ho Kab se meri jaan Jab se mile zindagi me kuch aise insaan Jin kee waja se badalna para khud ko mujhe poora bara dikhne ke chakkar me wo jatate the ehsaan Wo bhi baat baat pe (x2) Ek waqt tha kaafile me larkay 8 8 the Ab 8 minus 4 mene 4 kar dia Dhokebaazo ko circle se mene bahar kar dia Life is good when i talk to my self daily raat me Zehen me sawaal 36 ghoome teri yaad me Gaining all this money and i am getting all this fame Mujhe dar laga rehta hai kahee bhool na jau aukaat me Nikal na jau hath se phir se ek or baar me Aur nahi hai himmat ke ab sahu ek or haar me Masle ye zameen pe sulajh nahi rahe mujh se Aur ye message kar ke kehte hai Aleemrk tu star hai Sab ko mujh se khaar hai duniya bari laanti Gonna be on top mere vision ko nahi jaanti Chup rehta hu is ka matlab ye nahi ke kuch dikhta nahi hai Khud hee khud ko bana
कलाकार
aleemrk
Singer
आपको ये भी पसंद आ सकते हैं
I Ran Away from My Billionaire Mom
Best Sex
Summer Music Mix 2023 Best Of Vocals Deep House Coldplay, Justin Bieber, Alan Walker, Rihanna
Tatiana Manaois Best Greatest Hits Full Album Songs 2022 - Tatiana Manaois Non-Stop Songs 2022
Mehndi Ke Raat By Jawad Ahmed New Song Video 2018
Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar | Full Naat | Emotional Naat | Heart Touching Naat
Sardariyan Mukhtariyan | Sardariya Mukhtariya Qawali | New Naat Sharif | Sufyan Sarwar
Menu Shoq Madine Jawan Da || New Naat 2025 || Qari Shahid Mehmood || Heart Touching Naat
Afusic - Pal Pal (Official Music Video) Prod. @AliSoomroMusic
Sexy office Girl Hot Romance desi romance
No Strings Attached (2011) - Sex Friends Scene (3/10) | Movieclips
Pal Pal Mashup | Afusic x Talha Anjum Ft. Talwiinder | Naresh Parmar
Culpa mía / My Fault: K. - Cigarettes After Sex
Ayra Starr - Hot Body
December Avenue Non-stop Playlist 2023
The Twilight Saga: Breaking Dawn - Part 1 • A Thousand Years • Christina Perri
Rayvanny Ft Zuchu - Number One (Official Video)
Lowsheen, Master KG & Nkosazana Daughter - Thula (Official Music Video)
KHAID - FOR YOU (DANCE VISUALIZER)
Chappa Vybz - Mek Money (Official Video)
AFROBEAT BEST OF 2024, 2023, 2022 VIDEO MIX (COMMAS AYRA STARR | LOVE ME JEJE TEMS | BURNA BOY)
BURNA BOY SONGS/MIX/PLAYLIST 2023
2025 TOP AFROPARTY VIDEO MIX 2025 AMAPIANO MIX BEST NAIJA AFROBEAT MIX BY DJ SPARK FT DAVIDO, WIZKID
GOSPEL MUSIC 2023 ✝ BEST GOSPEL MIX : Sinach, Cece Winans , Tasha Cobbs
टिप्पणियाँ
1 टिप्पणियाँ
