Deewangi [ Original Soundtrack ] Sahir Ali Bagga - Danish Taimoor - Hiba Bukhari | Geo Music
Deewangi Full Song HD by Sahir Ali Bagga | Geo Music Song - Deewangi Singer - Sahir Ali Bagga Lyrics & Composer - Sahir Ali Bagga Lyrics: Pehlay tha churaya jo Ghar tha phir banaya jo Dil wohi kyu tod bhi diya hai Dard ye uthaya jo mushkilo se paya jo Phir usi ko chod bhi diya hai Laga galay juda kiyaa To ye bata thi kesi ye deewangi O bewafa teri deewangi… Deewangi Haan o bewafa teri deewangi… Deewangi Haay deewangi… Deewangi Aansuo me gham mila ke Tumko mera dil dukha ke Kya mila hai ye btaa mujhe Aansuo me gham mila ke Tumko mera dil dukha ke Kya mila hai ye btaa mujhe Ye narazgi kese dil se mere jaayegi Teri baat be asar lagi Pehli barish ke jaise kitna ye rulaegi Jaaney kis ki hai nazar lagi O bewafa teri deewangi… Deewangi… Deewangi Me yun khafa to nahi Magar gila hai mujhe Kyu bewafa se koi wafa kare Rakha hua kaid mai hai uske mann mein kahi Usey kaho dil mera riha kare Apna bana, kya fanaa Tu ye bata thi kesi ye deewangi O bewafa teri deewangi… Deewangi Haan o bewafa teri deewangi… Deewangi Haay deewangi… Deewangi Hai honsla dard ka Jo sah raha hai mujhe Ke mere gham ki bhi inteha hui Tere bina guzar ke jiyenge kaise bhala Ye zindagi to bewajah hui Kyu is kadar rula diya Tu hi bata ye kesi ye deewangi O bewafa teri deewangi… Deewangi Hmm o bewafa teri deewangi… Deewangi) Haay deewangi… Deewangi Aansuo me gham mila ke Tumko mera dil dukha ke Kya mila hai ye btaa mujhe Aansuo me gham mila ke Tumko mera dil dukha ke Kya mila hai ye btaa mujhe Ye narazgi kese dil se mere jaayegi Teri baat be asar lagi, be asar lagi Pehli barish ke jaise kitna ye rulaegi Jaaney kis ki hai nazar lagi, nazar lagi O bewafa teri deewangi… Deewangi… Deewangi Na rooh thi jism mein Na ankh mein khwab the Jo mar chuka hai usi ko maar de Teri wafa matlabi nazar mila kar mujhe Tu apni garz ke juye mein haar de Jala ke dil, bhuja diya Tu ye bata thi kesi ye deewangi O bewafa teri deewangi… Deewangi O bewafa teri deewangi… Deewangi Haay deewangi… Deewangi Living with her cruel bro
Casting
Sahir Ali Bagga
Singer
Vous aimerez aussi
IMOSNAL SAID 😭 SONG 💔 NON-STOP #viral #youtube #trending #viralvideo #video #arijitsingh
Yeh Jism Full Video Song ★ Jism 2 ★ Randeep Hooda, Sunny Leone
Tu Jaane Na - Lyrical | Ajab Prem Ki Ghazab Kahani | Atif Aslam | Ranbir Kapoor, Katrina
BEST OF ATIF ASLAM SONGS 2019 || ATIF ASLAM Romantic Hindi Songs Collection Bollywood Mashup Songs
Best of Arijit Singhs Songs 💖 Hindi Romantic Songs 💖 Arijit Singh Hits Songs 💖 | Iztiraar Lofi
O Saathi Lyrical Video | Baaghi 2 | Tiger Shroff | Disha Patani | Arko | Ahmed Khan Sajid Nadiadwala
Arijit Singh Best Jukbox 🥀💔 Arijit New Song ❤ Romantic Song, Sad Song 💔 Arijit Singh Sad Song
💚 Best Mashup NonStop Love Mashup of Arijit Singh, Jubin Nautiyal, BPraak, AtifAslam ,Neha Kakkar
Jeene Laga Hoon | Ramaiya Vastavaiya | Girish Kumar, Shruti Haasan | Atif Aslam, Shreya Goshal
Best Of ADNAN SAMI / Adnan Sami TOP HINDI HEART TOUCHING SONGs - Superhit Album Songs Jukebox
Madamiyan Uncut Full Video Song | Tevar | Arjun Kapoor & Shruti Haasan
Culpa mía / My Fault: K. - Cigarettes After Sex
Main hoon Lucky the Racer - Shruti Haasan Blockbuster Comedy Hindi Dubbed Movie
Busy Signal, Prettii Prettii - Mek Eh Bounce (Official Music Video) ft. Konshens
Big Zulu - Awufuni Ukung’Qoma (Official Music Video)
Our Secret Morning Routine🌞💕Shower Together**Sexy Naughty Boys**|October 2020[Gay Couple Lucas&Kibo]
Best Reggae Mix 🎶 Bob Marley, Peter Tosh, Gregory Isaacs, Jimmy Cliff, Lucky Dube, Eric Donaldso...
Davido, Asake, Rema, Burna Boy, Ckay, Wizkid | Afrobeat Mix 2023 | Fresh Out Afrobeat July 2023 Mix
Nathaniel Bassey Best African Gospel Songs Mix 2023 - Powerful Gospel Worship Songs 2023
Best Sex
Baahubali 2 Video Songs Telugu | Saahore Baahubali Full Video Song|Prabhas, Ramya Krishna | Bahubali
Adele Greatest Hits Full Album 2021 - Adele Best Songs Playlist 2021
Justin Bieber Top 20 Songs Playlist | Hit English songs 2023
T.A.Y.L.O.R S.W.I.F.T- Best Pop Songs Playlist 2023- T.A.Y.L.O.R.S.W.I.F.T Top Songs
Commentaires
1 commentaires
![Deewangi [ Original Soundtrack ] Sahir Ali Bagga - Danish Taimoor - Hiba Bukhari | Geo Music](https://pbcdnw.aoneroom.com/image/2024/10/24/c922ba7759bb329ce06c126bdb25174c.jpg)