Long Time No See (lyrics) | Taimour Baig | AUR |
Subscribe For More Videos and Press (đ) To Stay Updated With New Uploads Song By @Taimourbaigyt @aurmusicband Lyrics Sapna Tha Tu Mera Main Tujhko Haasil Karun Lagta Naa Bin Tere Dil Ab Iska Kya Karun Beetega Har Samaa Bas Teri Hi Yaad Mein Tu Meri Justjoo Tu Meri Aarzoo Jaane Kaha Khoo Sa Gaya Tu Lauta Naa Aisa Gaya Tu Khwabon Sa Ho Sa Gaya Tu Raahon Se Ab Mud Jaa Naa Mujhpe Yeh Qarz Chadha De Tu Mera Dard Badha De Ya De Aaram Mujhe Zakhmon Ka Marham Banjaa Naa Coming Home Long Time No See Ab Dekhein Tujhe Roz Hi Khuda De To Main Likhun Music Mere Liye Ban Chuki Hai Rozi Jab Chahe Aamad Ho Jab Chahe Nahi Duniyan Bolti Rahe Mujhe Main Ro Bhi Nahi Uss Toote Huye Ghar Ki Tasveer Dekh Uss Tasveer Mein Tu Bhi Nahi Aur Main Bhi Nahi Kitne Dard Mile Honge Tujhe Meri Wajah Se Tu Aaye Jis Jagah Chale Jaein Hum Us Jagah Se Izzat Ko Lena Dena Duniyan Ka Dastoor Samjha Hai I Was Right There Par Tune Mujhe Door Samjha Hai You Said Youâre Gonna Be With Me For Life Girl Ab Main Khud Par Taan Kar Baita Hun Rifle This Broken Heart Hurts So Much Man Kabhi Kabhi Khayal Aaye Sucidal Kyonki Humne Tujhse Baat Karna Chordi Hai Haath Par Khoon Ghar Ki Cheezein Maine Tod Di Hai Sheâs Gone Use Na Roko Woh Ja Chuki Tofaan Ki Alaamat Hai Ye Khamoshi Yeh Baarishein Chupade Mere Aansu Lage Aise Jaise Boonde Mere Aankhon Mein Hi Aa Basi Main Kaam Karun Lagan Se No One Has Ever Felt Ab Mujhe Apne Hi Logo Se Mile Shabashi Baat Hai Ye Teri Wafaa Ki Baarishon Ki Thandi Hawaa Ki Titliyon Ke Rang Hai Tumâmein Phoolon Ki To Laaj Badha Di Basaa Hai Tu Dil Mein Kahin Yaa Tere Hone Ka Ehsaans Hai Jitni Bhi Doori Hai Tujhse Bhale Lagta Hai Jaise Tu Hi Paas Hai Aa Mujhmein Bas Jaa Aisa Kahin Ke Jaane Ka Ho Rasta Nahin Kyon Tere Bin Dil Lagta Nahin Kyon Rota Hai Kyon Hasta Nahin Aa Phir Se Mujhko Rasta Dikha Mera Haath Pakad Yeh Doori Mita Kaise Maanu Tere Dil Ko Tu Saath Kisi Ke Hasta Dikha Sapna Tha Tu Mera Main Tujhko Haasil Karun Lagta Naa Bin Tere Dil Ab Iska Kya Karun Beetega Har Samaa Bas Teri Hi Yaad Mein Tu Meri
Casting
Taimour Baig
Singer
Vous aimerez aussi
Sardariyan Mukhtariyan | Sardariya Mukhtariya Qawali | New Naat Sharif | Sufyan Sarwar
SEENE LAA KE PUNJABI SONG PERFORMANCE | NASEEBO LAL SONG - SMB
Hai Kahan Ka Irada Nusrat Fateh Ali Khan Remix @AfterNight_Vibes
Top 10 - Atif Aslam Naat - Urdu Lyrics - Ai Cover - Naat Sharif 2024
Tera Mera Rishta Purana (HD) Video Song | Awarapan Movie Song | Emraan Hashmi Songs | Mustafa Zahid
Tera Mera Rishta
Toh Phir Aao
Zaroorat Full Video Song | Ek Villain | Mithoon | Mustafa Zahid
Samson: The Strongest Man In The Bible (Bible Stories Explained)
St12 Setia Band Full Album || Full Album Terbaik Terpopuler | Jangan Pernah Berubah, Terlalu, Asmara
Avatar Element Animation 2
Pyar Diwana Hota Hai (2002) (HD) - Govinda | Rani Mukherjee | Om Puri - Hit Bollywood Movie
Bhula Dena Mujhe Video Song Aashiqui 2 | Aditya Roy Kapur, Shraddha Kapoor
Toh Phir Aao Video Song (HD) | Awarapan Movie Song | Emraan Hashmi | Shriya Saran | Vishesh Films
à€à€Ÿà€Č à€Š à€à„à€°à„à€Ș | Jaal: The Trap - Full Movie | Sunny Deol, Tabu & Amrish Puri | Action Movie
TERA MERA RISHTA PURANA (LYRICS) - MUSTAFA ZAHID | AWARAPAN | EMRAAN HASHMI | PRITAM, SAYEED QUADRI
Mercy Chinwo Greatest Hits - Top Christian Gospel Worship Songs
OMAH LAY SONGS 2023- best
Everybody Loves Christmas Song (Official Video) ft Dbanj, Falz and everybody loves Jenifa crew
BEST AMAPIANO MIX 2024
Naseeb Hindi Full Movie | à€šà€žà„à€Ź 1997 | Govinda, Mamta Kulkarni, Kader Khan, Rahul Roy, Shakti Kapoor
âTakedownâ KPop Demon Hunters (Soundtrack from the Netflix Film) | HUNTR/X
Cyber Sex
Oluwatosin (Jesus Is Enough) Tkeyz Ft. SteveHills [ visualizer ]
Commentaires
1 commentaires
